Ek fasana
Lo chal pada wo
Roshni ko cheer kar
Har phalak udhed kar
Fasane se haqiqat 'banane'
Aur badalon ko tah kar
kapde mein lapet kar
Bagal mein daba kar
Haqiqat se fasana 'banane'
Saath mein aasman lekar
Koi kona modkar
koi tukda jodkar
Haqiqat se fasana 'bachane'
Lo chal pada wo....
Roshni ko cheer kar
Har phalak udhed kar
Fasane se haqiqat 'banane'
Aur badalon ko tah kar
kapde mein lapet kar
Bagal mein daba kar
Haqiqat se fasana 'banane'
Saath mein aasman lekar
Koi kona modkar
koi tukda jodkar
Haqiqat se fasana 'bachane'
Lo chal pada wo....
